Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJeena (My Heart Goes Damma Damma)
HomeJeena (My Heart Goes Damma Damma)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jisne sabko racha apne hi roop se uski pehchaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa iss anokhe jagat ki main taqdeer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon ek tasveer hoon iss jahaan ke liye dharti maa ke liye shiv ka vardaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mann ke andar chhipaaye milan ki lagan apne suraj se hoon ek bichhadi kiran apne suraj se hoon ek bichhadi kiran ek bichhadi kiran phir raha hoon bhatakta main yahan se wahan aur pareshaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mere paas aao chhodo ye saara bharam jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum hai tumhara bhi ghum dekhta hoon tumhein jaanta hoon tumhein laakh anjaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah
Jaane Woh Kaise Log The
jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii chaahat ke naghme chaahe to aahen sard mili dil ke bojh ko doona kar gaya jo ghumkhwaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila bichhad gayaaaaa bichhad gayaa bichhad gaya har saathi de kar pal do pal ka saath kis ko fursat hai jo thaame deewanon ka haath hum ko apna saaya tak aksar bezaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeeeeee iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeee uff naa karenge lab see lenge aansoo pee lenge ghum se ab ghabraana kaisa ghum sau baar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar
jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa dil pe anjaani si tasveer bana deti hai bujh ke reh jaati hai jab koi tamanna dil mein ik charaag aur bhi chupke se jala deti hai jaane wo kaun hai mujhko behlaati hai naashad jo hota hoon kabhi neend mein rang milaati hai jo sota hoon kabhi jaagta hoon to haaye jaagta hoon to kayi khaab dikhaa deti hai jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jab bhi uthti hai chhalakti hai gulaabi ki tarah der tak main to behktaa hoon sharaabi ki tarah kya kahoon chupke se haaye kya kahoon chupke se kya cheez pilaa deti hai jaane wo kaun hai roz milti hai wo tanhaa nahin rehne deti ye hai baat aur ke apna nahin kehne deti aur keh doon to haaye aur keh doon to palak hans ke jhuka deti hai jaane wo kaun hai
jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai socha na tha khaabon mein jo sachmuch mein wo ho raha hai sulge hain armaan jaaga hai toofan saara jahaan so raha hai sulge hain armaan jaaga hai toofan saara jahaan so raha hai jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai sachcha hai jhoota hai ye rishta kaisa hai darta bhi hai dil magar dar dar ke kehta hai baandho na dil ko roko na khud ko hone do jo ho raha hai ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum ho saanson ki manzil tum jeene ka haasil tum tum ek ehsaas ho pal pal mein shamil tum lehron mein jiski sapne hi sapne aisi nadi meri tum ho ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum hooooo paa ke jise main bhula hoon khud ko wo bekhudi meri tum hooo paa ke jise main bhula hoon khud ko wo bekhudi meri tum hooo jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai socha na tha khaabon mein jo sachmuch
melecho chul ureche dhule durer palok tomake chulooo tobu aj e ami raj e chapa thothe kotha fote sonoooo amake rakho chokher kinara gopon minaree hoo oooo jo wada kiya woh nibhana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega aaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa hmm ghum venge kichu meghla din o hok orna r pase safety pin o hok bikaler naam alpachinooo hok kheyal e chate coffee cup a ek thoth choyano din chupi chupi kede rod poyano din bhalo hoe jodi songe ano din je kono rate jani dekha hobe tother vitore ghumer adore chok moki mon a mon jolate chai din a balcony bristi rate chai pichu daki ghum sajate chai bichana ghire hooo choto lampshade adho alo thak chul khule kichu rod valo thak tumi bojhona ki mondo valo thak jeo na fire jani dekha hobe rater sohage tomar poragee hoo oooo jo wada kiya woh nibhana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega melecho chul ureche dhule durer palok tomake chulooo tobu aj e ami raj e chapa thothe kotha fote sonoo amake
sona sona sona sona sona sona sona sona aye tu hai deewana tu nahin maana tu tu tu hai deewana tu tu tu nahin maana mere yaar kabhi ise loota yahan kabhi use maara wahan ab hoga jeena dushwaar aye jaani jaani buri manmaani ha ha jaani jaani buri manmaani tu hai dewaana hey hey hey tu nahin maana tu tu tu hai deewana are tu nahin maana mere yaar kabhi ise loota yahan kabhi use maara wahan ab hoga jeena dushwaar o jaani jaani yah buri manmaani aye jaani jaani buri manmaani ha ya yaya ya yaya ya ya ya ya hey aankhein to mila tu humko bhi dikha tu baahon mein teri hai kitna zor ooo zaalim to bade hain sooli pe chadhe hain jelon main pade hain kitne chor bhale ye burai kahan tune suna hoga yahan bure ka bura ho har vaar oh jaani jaani haaa buri manmaani aye jaani jaani buri manmaani yaaron ke pyaar mein khele hum jaan pe dushman bichha le koi jaal aye bichhde do yaar phir jis din mil jayenge us din kya hoga tera haal humein pehchaane kahan abhi tu ye jaane kahan kaise
jaani o jaani jaani o jaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaani o jaani bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai aashique ke jeene marne ke liye itna sahaara tera kaafi hai tujh pe loota doonga mitaa doonga main ye zindagaani jaani o jaani jaani o jaani aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein teri gali mein tera deewana bech raha hai dil saste mein kar le ye sauda le jaa de jaa raani dil ki nishaani jaani o jaani jaani o jaani
hoooo heyee jaani tum to dole daga dei ke hooo jaani tum to dole daga dei ke hooo jai ho julmi naina kahaan lei ke hooo jaani badle badle roothe roothe tum to ho ji piya bachpan ke jhootheee badle badle roothe roothe tum to ho ji piya bachpan ke jhootheee itna jaanun par na maanun jiyra jaaye lagi naahin chhute hooo ji suno jaani tum to dole hey daga dei ke hoooo mohe na jaano bholi bhali aisi bholi nahin main nain waali mohe na jaano bholi bhali aisi bholi nahin main nain waali bach ke jaiho jaaye na pai ho bikhra dungi main lat kaali kaali aji suno jaani tum to dole hey daga dei ke ho jaani badra chhaye kaare kaare abke bhi na miloge tum jo pyaare badra chhaye kaare kaare abke bhi na miloge tum jo pyaare taana degi bijli hanske barkha royegi tumhre duwaare jaani tum to dole daga dei ke hoo jai ho julmi naina kahaan lei ke ho jaani
aaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaa jaaniye zara zara saa chhoo le mujhe jaaniye tu door kahin le chal mujhe khud se paraaya kar de apna humsaaya kar de mujhko kuchh aise bhar le baahon mein jaaniye wo baaten saari keh de mujhe jaaniye heeyyyy rula ke phir hansa de mujhe kuchh aisa kar de yaara kuchh naa rahe humaraa bas ho chehraa tumhaara aankhon mein jaaniye jaaniyeeee jaaniyeeeee heyyyyy jaaniyeeee nazar aaj kal to zubaan ban gayi hai jhapakti nahin hai palak bandgi hai ishaaron ishaaron mein asar badh raha hai ye jaadoo hai kaisa pata tak nahin jaaniye zara zara saa chhoo le mujhe jaaniye tu door kahin le chal mujhe khud se paraaya kar de apna humsaaya kar de mujhko kuchh aise bhar le baahon mein jaaniyeeeee jaaniyeeeee ooo oooo oooo jaaniyeeeee jaaniyeeeee tamanna humari haden chhoo rahin hai ye saaye se tere lipat ro rahi hai tumhi lafz mere tumhi har taraana tumhen hai sunaana jo ab tak likhaaaaaaaa jaaniye ooouuuu door kahin le chal mujhe jaaniye tu door kahin le
jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa are jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa main bhi jaanu ri peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke peepal ki chhaiyaan tale peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke bhole bhaale dil ko le gaya udaaiyi ke sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baiyaan marod ke baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baith gaye chhailwaa mann mein samaaiye ke gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu ri jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa tu naa keh kisi
jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar are jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan are nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le jaanu meri jaan main tere qurbaan o jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan hey hey hey hey
aaaaaaa jaaon to kahan jaaon jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon jaise bhi rokun bihari mohe jag to pukare bihari mohe tere dwaar aa ke haa aaaa tere dwaar aa ke jana nahin hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon preet tere sang jodi piya chunari tere rang odhi piya haaaa kahin aur ghunghata haaa aaa kahin aur ghunghata uthana nahin hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon haa aaa aaa
jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein maayusiyon ka maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein rooh mein ghum dil mein dhuwaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai unka bhi ghum hai unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai ik kashti sau toofaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan
jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine ye kya kiya ke khud hi ko mita diya maine jahaan bhi dekha chaman se door bhi reh kar are chaman waalo ho ho kali ko phool ko hansna sikha diya maine kali ko phool ko hansna sikha diya maine kali ko phool ko tadap ke laakh gire bijliyaan to kya ghum hai khud apne haathon khud apne haathon khud apne haathon nasheman jala diya maine khud apne haathon nasheman jala diya maine khud apne haathon gira bhi rehne do ishrat safina toofaan mein heyyy ee har ek mauj ko saahil bana diya maine har ek mauj ko saahil bana diya maine jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine jahaan bhi dekha
jahaan bin hawaa ke parda hile aajaa main wahin hoon lag jaa gale jahaan bin hawaa ke parda hile aajaa main wahin hoon lag jaa gale aajaa machalta hai dil hai kaisa jalta hai dil jahaan bin hawaa ke parda hile aajaa main wahin hoon lag jaa gale aajaa machalta hai dil hooo hooo hooo hoooo hai kaisa jalta hai dil hoooo hoooo hooo hoooo raat jaane se pehle aye sanam aaiye inn labon ke nishan chhodte jaaiye raat jaane se pehle aye sanam aaiye inn labon ke nishan chhodte jaaiye hum se nahin ab sambhalta hai dil hoooo hoooo hooo hoooo hai kaisa jalta hai dil hoooo hoooo hooo hoooo jahaan bin hawaa ke parda hile aajaa main wahin hoon lag jaa gale aajaa machalta hai dil hooo hooo hooo hoooo hai kaisa jalta hai dil hoooo hoooo hooo hoooo aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa lara laaa lalaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa lara laaa lalaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aise kho jaayen mil ke aaj aye jaane man hosh mein naa rahen do sulagte badan aise
aa aa aa aa aa aa aa aa gurur brahma gurur vishnu gurur devo maheshvarah gurur saakshaat par brahma tasmai shree gurave namah jahaan daal daal par sone ki chidiyan karti hai basera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan daal daal par sone ki chidiyan karti hai basera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan satya ahinsa aur dharm ka pag pag lagta dera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jai bharti jai bharti jai bharti jai bharti aa aa aa aa aa aa ye dharati wo jahaan rishi muni japte prabhu naam ki maala hari om hari om hari om hari om jahaan har balak ek mohan hai aur radha ik ik baala aur radha ik ik baala jahaan suraj sabse pehle aa kar daale apna phera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan ganga jamuna krishna aur kaveri behti jaaye jahaan uttar dakshin purab paschim ko amrit pilvaye yeh amrit pilvaye kahin yeh phal aur phool ugaye kesar kahin bikhera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera
jahaan jaa ke chain se mar sakoon kabhi laut ke bhi na aa sakun jahaan jaa ke chain se mar sakoon kabhi laut ke bhi na aa sakun mujhe koi aisi jagha bata jahaan tujhko dil se bhula sakun jahaan jaa ke chain se mar sakoon jo tujhe pata ho toh ye bata ghum e ishq ka hai ilaaj kya jo tujhe pata ho toh ye bata ghum e ishq ka hai ilaaj kya mujhe tune dard diya hai wo na bata sakun na chhupa sakun mujhe tune dard diya hai wo na bata sakun na chhupa sakun jahaan jaa ke chain se mar sakoon jo samajh mein kuchh bhi na aa sake toh nateeja waqt pe chhod de jo samajh mein kuchh bhi na aa sake toh nateeja waqt pe chhod de mujhe kuchh na de ye dua hi de tere naqsh dil se mita sakoon jahaan jaa ke chain se mar sakoon koi raazdaar mile kahin koi ghum gusaar mile kahin koi raazdaar mile kahin koi ghum gusaar mile kahin koi sahil aisa raffiq ho jise daag dil ke dikha sakoon koi sahil aisa raffiq ho jise daag dil ke dikha sakoon jahaan jaa ke chain se mar sakoon kabhi laut ke bhi na
jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale kadam kadam pe charaagon ka aaj mela hai bujha hua mere dil ka diya akela hai kabhi na aise kisi ki khushi ka baag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali kisi ne ghar ko jala ke manaayi diwaali udhar charaag idhar dil kaa daag daag jale zameen pe utra hua kaafila sitaaron ka dilaaye yaad sama pyaar ki bahaaron ka jo tum nahin ho to kaise mera charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Walo Zaraa Mud Ke Dosti (1964) 04:51 20621
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:51   Song Number : 20621   

Jaane Wo Kaise Log The Jagjit Singh 06:21 38317
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 38317   

Jaane Wo Kaise Log The Pyaasa (1957) 04:04 14000
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:04   Song Number : 14000   

Jaane Wo Kaun Hai Bheegi Raat (1965) 03:21 12912
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12912   

Jaane Ye Kya Oops! (2003) 05:16 10680
 
Poster of Oops! (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Vikas Sethi
Duration : 05:16   Song Number : 10680   

Jaani Dekha Hobe Jaani Dyakha Hawbe (2011) 06:09 37344
 
Poster of Jaani Dyakha Hawbe (2011)
 
Year- 
2011
Lyricist
Srijato
Music Director- 
Indradeep Dasgupta
Singer- 
Shriya Ghoshal
On Screen Actors- 
Parambrata
Duration : 06:09   Song Number : 37344   

Jaani Jaani Wanted (1983) 06:30 36957
 
Poster of Wanted (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Tina Munim
Duration : 06:30   Song Number : 36957   

Jaani O Jaani Raja Jani (1972) 03:18 14045
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:18   Song Number : 14045   

Jaani Tum To Dole Dr Vidya (1962) 03:53 12962
 
Poster of Dr Vidya (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Manoj Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 12962   

Jaaniye (Lounge) Dus Kahaniyaan (2007) 05:08 11162
 
Poster of Dus Kahaniyaan (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Virag Mishra
Music Director- 
Gourav Dasgupta
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Neha Dhupia
Duration : 05:08   Song Number : 11162   

Jaanu Jaanu Ri Insaan Jaag Utha (1959) 03:32 12015
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:32   Song Number : 12015   

Jaanu Meri Jaan Shaan (1980) 07:10 18211
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:10   Song Number : 18211   

Jaaon To Kahan Jaaon Anamika (1973) 03:37 36768
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 03:37   Song Number : 36768   

Jaayen To Jaayen (Male) Taxi Driver (1954) 03:51 14330
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:51   Song Number : 14330   

Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 03:22 12151
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 12151   

Jahaan Bhi Dekha Unhen Mukesh 03:39 40951
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:39   Song Number : 40951   

Jahaan Bin Hawaa Ke Jhutha Sach (1984) 05:46 13447
 
Poster of Jhutha Sach (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani, Dharmendra
Duration : 05:46   Song Number : 13447   

Jahaan Daal Daal Par Sone Sikandar E Azam (1965) 06:57 31095
 
Poster of Sikandar E Azam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:57   Song Number : 31095   

Jahaan Jaa Ke Chain Se Mehdi Hassan 05:24 19170
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 05:24   Song Number : 19170   

Jahaan Main Aayi Taj (1956) 03:17 40448
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:17   Song Number : 40448